SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaafir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaafir"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
PAGE MATCHES FOR "vaafir"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vaafir"
Ghazal
Krishna Mohan
Ghazal
saliib-o-daar pahle bhii bahut vaafir nahii.n the
magar qaht-e-saliib-o-daar pahle kab hu.aa thaa
Tahseen Firaqi
Ghazal
darkaar thii jo chiiz vo naa-paid ho chukii
vaafir vahii hai jis kii zaruurat nahii.n mujhe
Gul Faraz
Ghazal
maal-o-zar se bahra-e-vaafir na denaa thaa agar
ai KHudaa tuu ne diyaa mujh ko dil-e-fayyaaz kyuu.n
Krishna Mohan
Ghazal
duusro.n ke liye vaafir hai.n mire paas javaab
kitne mushkil hai.n magar apne savaalaat mujhe
Pritpal Singh Betab
Ghazal
azaab jitne hai.n saare hamaarii KHaatir hai.n
tumhaare paas to maal-o-mataa' vaafir hai.n