SEARCH RESULTS
Showing search results for "vahshat-zada"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vahshat-zada"
Sher
nargisii chashm dikhaa kar ke vo vahshat-zada yaar
ye gayaa vo gayaa jis tarah Gazaal aap se aap
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
ye kis vahshat-zada lamhe me.n daaKHil ho ga.e hai.n
ham apne aap ke madd-e-muqaabil ho ga.e hai.n
Aziz Nabeel
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mahshar-zaa
महशर-ज़ा مَحْشَر زا
a disturbance or commotion, ruckus, the one who make trouble
Arabic, Persian
MORE MATCHES FOR "vahshat-zada"
Ghazal
jo muqaddar hai vo anjaam-e-tamannaa dekhe.n
dil-e-vahshat-zada chal aaj use jaa dekhe.n
Gopal Mittal
Nazm
raat
band aa.nkho.n me.n vahshat zada KHvaab utraa
subah aKHbaar kii surKHiyaa.n ban gayaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
dil-e-vahshat-zada kyo.n zulf kaa KHvaahaa.n hotaa
ek to thaa hii si.Dii aur pareshaa.n hotaa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
Guncha-e-shauq 'shamiim' aaj khilaa hai shaayad
dil-e-vahshat-zada KHuu.n-naaba-fashaanii maa.nge
Mukhtar Shameem
Nazm
mahatma-gandhi
vahshat-zada maahaul-e-siyah me.n ai charKH
ik sham.a uKHuvvat kii jallaadii us ne
Charkh Chinioti
Ghazal
apnii vahshat-zada aa.nkho.n kii zamii.n par ham log
KHvaab pechiida nahii.n bote to nii.nd aa jaatii
Faiz Khalilabadi
Ghazal
shiddat se haa.np haa.np ke murda sii ho chukii
vahshat-zada charaaG se khelii hu.ii havaa
Ahmad Khayal
Ghazal
is Gam-e-vahshat-zada kaa chaara-juu ko.ii nahii.n
imtihaan-e-zabt hai ik is KHaraab-aabaad me.n
Tanveer Anjum
Ghazal
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
dikhaanii thii na tumhe.n chashm-e-surmagii.n apnii
nigaah-e-naaz se vahshat-zada Gazaal hu.aa