SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaman"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yaman"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "yaman"
Ghazal
tuu mohabbat kaa sitaara to javaanii kaa suhaag
husn lau detaa hai laa'l-e-yaman kyaa kahnaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
saaraa jahaan naam ke piichhe tabaah hai
insaan kiyaa aqiiq-e-yaman se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
hijr-nazhaado.n kaa hai ek alag hii jahaa.n
us se na milnaa yahaa.n KHuub hai apnii jagah
Sarvat Husain
Ghazal
ai mere yaasman tire dandaan-e-aabdaar
gulshan me.n hai.n rulaate gul-e-yaasman mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
us Gairat-qamar ke agar dekh paa.e ho.nTh
la.al-e-yaman bhii rashk se apnaa chabaa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
is zulf-o-ruKH-o-lab pe unhe.n kyuu.n na ho naKHvat
taataar hai un kaa halab un kaa yaman un kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
la.al-e-yaman ek sang durr-e-adan ek sang
ek lab-e-surKH-rang rashk-e-guhar marhabaa
Sana Gorakhpuri
Ghazal
vo zulf hai to harf-e-tataar-o-KHutan Galat
is lab ke hote naam-e-aqiiq-e-yaman Galat



