SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-shiiriini-e-guftaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zauq-e-shiiriini-e-guftaar"
Ghazal
zauq-e-shiiriini-e-guftaar fuzuu.n aur hu.aa
zahr jitne the vo sab ahl-e-zabaa.n tak pahu.nche
Ravish Siddiqi
Ghazal
umr guzrii mirii shiiriinii-e-guftaar ke saath
lab milaa.e the kabhii mai.n ne lab-e-yaar ke saath
Saifuddin Saif
Sher
bachpan ne hame.n dii hai ye shiiriinii-e-guftaar
urdu nahii.n ham maa.n kii zabaa.n bol rahe hai.n
Azar Barabankavi
Ghazal
bahar-suurat hai.n ham shiiriini-e-guftaar ke sadqe
tire iqraar ke sadqe tire inkaar ke sadqe
Khar Dehlavi
Ghazal
lazzat vo shakar me.n na maza shahd kaa aisaa
kuchh aur hai shiiriinii-e-guftaar-e-mohabbat
Riyaz Hasan Khan Khayal
PAGE MATCHES FOR "zauq-e-shiiriini-e-guftaar"
MORE MATCHES FOR "zauq-e-shiiriini-e-guftaar"
Ghazal
jab us kii zauq-e-nazar kaa hu.aa bahut charchaa
vufuur-e-shauq se ek din sa.nvar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
'naazir' mirii shiiriinii-e-guftaar me.n kuchh log
haalaat kii talKHii ko Dubone nahii.n dete
Manzoor-ul-Haq Nazir
Ghazal
gholnaa kaano.n me.n ras shiiriinii-e-guftaar se
ruuh-parvar us kaa ha.nsnaa bolnaa achchhaa lagaa
Barqi Azmi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jo tirii mahfil se zauq-e-KHaam le kar aa.e hai.n
apne sar vo KHud hii ik ilzaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tishnagii zauq-e-takallum kii vahii hai ab tak
us ke jalve to bahut merii nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
suluuk-e-ishq me.n be-faiz hai.n vo lab jin se
husuul-e-lazza-e-shiiriinii-e-lu.aab na ho
Muhiuddin Gulfam
Ghazal
saamne chashm-e-guhar-baar ke kah do dariyaa
cha.Dh ke gar aa.e to nazro.n se utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Mazahiya
shiirii.n hai rasiilii hai mazedaar bahut hai
har fard ise khaane ko tayyaar bahut hai