SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-sujuud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zauq-e-sujuud"
Ghazal
ba-qadr-e-zauq-e-sujuud aastaa.n nahii.n miltaa
zamii.n mile to mile aasmaa.n nahii.n miltaa
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
zauq-e-sujuud le gayaa mujh ko kahaa.n kahaa.n
lekin mire nasiib me.n vo aastaa.n kahaa.n
Raj Kumar Soori Nadeem
Ghazal
sar-e-niyaaz jhukaa hai ze-raah-e-zauq-e-sujuud
tire karam kii qasam ko.ii mudda.aa to nahii.n
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
yaad rakhnaa sham-e-mahfil ye miraa zauq-e-sujuud
aarzii hai umr tere naaz kii andaaz kii
Kanwal Siyalkoti
MORE MATCHES FOR "zauq-e-sujuud"
Ghazal
mai.n umiid-e-lutf me.n mahv-e-jabii.n-saa.ii rahaa
vo miraa zauq-e-sujuud-e-aastaa.n dekhaa kiye
Kokab Muradabadi
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jaa.n shaad-kaam-e-bosa-e-paa-e-sanam hu.ii
kitnaa buland taala-e-zauq-e-sujuud thaa
Ravish Siddiqi
Ghazal
'zauq' jo madrase ke big.De hu.e hai.n mullaa
un ko mai-KHaane me.n le aa.o sa.nvar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jaate havaa-e-shauq me.n hai.n is chaman se 'zauq'
apnii balaa se baad-e-sabaa ab kabhii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
'zauq' jo madrase ke big.De hu.e hai.n mullaa
un ko mai-KHaane me.n le aa.o sa.nvar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
ai 'zauq' dekh duKHtar-e-raz ko na mu.nh lagaa
chhuTtii nahii.n hai mu.nh se ye kaafar lagii hu.ii