SEARCH RESULTS
Showing search results for "zinda-dilaan-e-lahore"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zinda-dilaan-e-lahore"
Ghazal
zabt-e-girya hunar-e-zinda-dilaa.n Thahregaa
ik yahii band sar-e-sail-e-ravaa.n Thahregaa
Amir Hamza Saqib
Rubai
ai zinda-dilaan-e-baaG itnaa na ha.nso
aa.nsuu bhii nikal aate hai.n ha.nste ha.nste
Yagana Changezi
Ghazal
zinda-dilaan-e-shauq ne rakkhaa bahaar naam
ik mauj-e-KHuu.n ga.ii sar-e-gulzaar kuchh kaho
Aziz Hamid Madni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zinda-dilaan-e-lahore"
Ghazal
'habaab' apne vatan se to duur huu.n lekin
nigaah me.n hai.n sabhii dostaan-e-zinda-dilaa.n
Habab Hashmi
Ghazal
bhaTak rahii hai udaasii hamaarii shahr-ba-shahr
kahii.n to kuucha-e-zinda-dilaa.n nikal aa.e
Yawar Warsi
Ghazal
ajab ye KHitta-e-zinda-dilaa.n hu.aa aabaad
ki ghar kahii.n bhii nahii.n aur makaa.n bahut se hai.n
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
talKHii-e-Gam hii sahii talKHii-e-ayyaam sahii
gaamzan ham ba-rah-e-zinda-dilaa.n rahte hai.n
Hayat Madrasi
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
gar sub.h ko mai.n chaak garebaan dikhaa.uu.n
ai zinda-dilaa.n hashr talak shaam na hove
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
nazm-e-mai-KHaana badal kar rakh de.n ham
aa.o ai zinda-dilaa.n 'tishna'-labaa.n