SEARCH RESULTS
Showing search results for "zinda-dilaan-e-lahore"
Ghazal MATCHES FOR "zinda-dilaan-e-lahore"
Ghazal
zabt-e-girya hunar-e-zinda-dilaa.n Thahregaa
ik yahii band sar-e-sail-e-ravaa.n Thahregaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
zinda-dilaan-e-shauq ne rakkhaa bahaar naam
ik mauj-e-KHuu.n ga.ii sar-e-gulzaar kuchh kaho
Aziz Hamid Madni
Ghazal
bujhtii sham.o.n kaa bhii maatam nahii.n kartaa ko.ii
zindagii anjuman-e-zinda-dilaa.n ho jaise
Kausar Siddiqi
Ghazal
'habaab' apne vatan se to duur huu.n lekin
nigaah me.n hai.n sabhii dostaan-e-zinda-dilaa.n
Habab Hashmi
Ghazal
bhaTak rahii hai udaasii hamaarii shahr-ba-shahr
kahii.n to kuucha-e-zinda-dilaa.n nikal aa.e
Yawar Warsi
Ghazal
ajab ye KHitta-e-zinda-dilaa.n hu.aa aabaad
ki ghar kahii.n bhii nahii.n aur makaa.n bahut se hai.n
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
talKHii-e-Gam hii sahii talKHii-e-ayyaam sahii
gaamzan ham ba-rah-e-zinda-dilaa.n rahte hai.n
Hayat Madrasi
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
gar sub.h ko mai.n chaak garebaan dikhaa.uu.n
ai zinda-dilaa.n hashr talak shaam na hove
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
nazm-e-mai-KHaana badal kar rakh de.n ham
aa.o ai zinda-dilaa.n 'tishna'-labaa.n
Yogendra Bahal Tishna
Ghazal
ek tamaashaa aur dikhaayaa jaa saktaa thaa
mujh ko zinda bhii dafnaayaa jaa saktaa thaa
muneer saifi
Ghazal
muneer saifi
Ghazal
zinda dilo.n ko zinda-e-jaaved kar dikhaa.o
vo kaam tum karo jo masiihaa na kar sake
Saqib Azimabadi
Ghazal
zinda dilo.n pe rashk to kartii hai maut bhii
ham sarfarosh ahd-e-ilaahii se KHush hu.e
Raoof Khair
Ghazal
Akhtar Saeedi
Ghazal
sa'i-e-laa-haasil se bhii haasil hu.aa hai vo mujhe
jis kii sab zinda-dilo.n ko aarzuu hone ko hai
Rahat Hasan
Ghazal
daroG-e-maslahat insaan kii zaruurat hai
ye fikr qurb-e-qayaamat nahii.n qayaamat hai