SEARCH RESULTS
Showing search results for "zindo.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zindo.n"
Nazm
KHizr-e-rah
apnii duniyaa aap paidaa kar agar zindo.n me.n hai
sirr-e-aadam hai zamiir-e-kun-fakaa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Ghazal
maqbare bante hai.n zindo.n ke makaano.n se buland
kis qadar auj pe takriim hai insaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Saqi Faruqi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zindo.n"
Ghazal
mauj kii tarah bahaa dard ke dariyaa.o.n me.n
is tarah zinda bachaa kaun magar jii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
bahut dino.n se mai.n zindo.n me.n thaa na murdo.n me.n
Gazal hu.ii to mire dasht me.n Gazaal aayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
hai.n na zindo.n me.n na murdo.n me.n kamar ke aashiq
na idhar ke hai.n ilaahii na udhar ke aashiq
Ameer Minai
Ghazal
do abruu aur do lab-e-jaa.n-baKHsh yaar ke
zindo.n ko qatl kar chuke murde jilaa chuke
Haidar Ali Aatish
Sher
yahaa.n to rasm hai zindo.n ko dafn karne kii
kisii bhii qabr se murda kahaa.n nikaltaa hai
Khursheed Akbar
Nazm
shab-baraat
zindo.n kii hai zabaa.n kii mazedaarii shab-baraat
murdo.n kii ruuh kii hai madad-gaarii shab-baraat
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
asiir-e-haal na murdo.n me.n hai.n na zindo.n me.n
zabaan kaTtii hai aapas me.n guftuguu karte