SEARCH RESULTS
Showing search results for "'aarish'"
Ghazal MATCHES FOR "'aarish'"
Ghazal
'aarish' suraahii-daar sii gardan ke sehr me.n
zamzam sii guftuguu ko bhii ram gin rahaa huu.n mai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
ja.ngal sii pur-asraar KHamoshii liye 'aarish'
jharne kii tarah shor machaataa bhii rahuu.n mai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
safar me.n us ko agar pe.D kam pa.De 'aarish'
to us kaa rasta mire raaste me.n zam hogaa
Sarfraz Arish
Ghazal
'aarish' jo mere sar pe nahii.n ho sake savaar
vo saare log merii kamar par savaar hai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
Sarfraz Arish
Ghazal
'aarish' kisii ne chaa.nd banaanaa hai chaak par
apne badan kii miTTii zaraa guu.ndh laa.iye
Sarfraz Arish
Ghazal
har shaKHs bad-havaas KHabar ke sabab se thaa
kashtii me.n intishaar bha.nvar ke sabab se thaa
Sarfraz Arish
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
bach nikalte hai.n agar aatish-e-sayyaal se ham
shola-e-aariz-e-gulfaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
ishq par zor nahii.n hai ye vo aatish 'Gaalib'
ki lagaa.e na lage aur bujhaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
hamaare siine me.n jo rah ga.ii thii aatish-e-hijr
shab-e-visaal bhii us ko na ham-kanaar kiyaa