SEARCH RESULTS
Showing search results for ",EJOa"
Ghazal MATCHES FOR ",ejoa"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ho ga.e hai.n jamaa ajzaa-e-nigaah-e-aaftaab
zarre us ke ghar kii diivaaro.n ke rauzan me.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Gulzar
Ghazal
ye be-hisii to mirii zid thii mere ajzaa se
ki mujh me.n apne ta.aaqub kaa Dar na rah jaa.e
Abhishek Shukla
Ghazal
allaah re terii tundi-e-KHuu jis ke biim se
ajzaa-e-naala dil me.n mire rizq-e-ham hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
dukh a.ndhero.n kaa agar miTtaa nahii.n hai zehn se
raat ke daaman ko apne KHuun se ujlaa karo
Manzar Bhopali
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
sab raunaq-e-sahraa thii isii pagle ke dam se
uj.Daa hu.aa diivaane kaa darbaar pa.Daa hai
Munawwar Rana
Ghazal
ajzaa badan ke jitne the paanii ho bah ga.e
aaKHir gudaaz 'ishq ne ham ko bahaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai.n zavaal-aamaada ajzaa aafriinash ke tamaam
mahr-e-garduu.n hai charaaG-e-rahguzaar-e-baad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa jaaniye kyaa guzrii ha.ngaam-e-junuu.n lekin
kuchh hosh ho aayaa to uj.Daa hu.aa ghar dekhaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
rabt-e-yak-shiiraaza-e-vahshat hai.n ajzaa-e-bahaar
sabza begaana sabaa aavaara gul naa-aashnaa