SEARCH RESULTS
Showing search results for ",HuHK"
Ghazal MATCHES FOR ",HuHK"
Ghazal
bas ek huuk sii dil se uThe ghaTaa kii tarah
ki harf o saut zaruurii nahii.n du.aa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
jaan-e-shahzaad ko min-jumla-e-a.adaa paa kar
huuk vo uTThii ki jii tan se judaa ho baiThaa
Farhat Shahzad
Ghazal
huuk uThtii hai agar zabt-e-fuGaa.n kartaa huu.n
saa.ns ruktii hai to barchhii kii anii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
'zafar' vo zaahid-e-bedard kii huu-haq se behtar hai
kare gar rind dard-e-dil se haav-huu-e-mastaanaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ik huuk sii uThtii hai sar-e-baam-e-tamannaa
vo merii KHushii se kabhii rahtaa mire dil me.n
Sabir Waseem
Ghazal
yaad-e-yaaraa.n dil me.n aa.ii huuk ban kar rah ga.ii
jaise ik zaKHmii parinda jis ke par TuuTe hu.e
Hasan Abidi
Ghazal
pahle ik huuk sii uThtii hai lab-e-saahil par
phir kahii.n jaa ke samundar me.n bha.nvar aataa hai
Rasool Saqi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
jis chashm se rindo.n me.n huu-haq hai usii ne to
zaahid ko bhii rakkhaa hai mehraab-nashii.n kar ke
Ahmad Javaid
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ye saa.e.n saa.e.n kii aavaaz hai ki maut kii huuk
jo guu.njtii hai shayaatiin ke taraano.n me.n
Rais Amrohvi
Ghazal
shaiKH huu-haq kar rahaa hai raat-din masto.n ke saath
aaj kal hai mai-kada allaah ke ghar kaa javaab
Dagh Dehlvi
Ghazal
thii kis kii yaad aaj jo ta.Dpaa ga.ii hame.n
ik huuk uTh rahii hai dil-e-be-qaraar me.n