SEARCH RESULTS
Showing search results for ",LGfe"
Ghazal MATCHES FOR ",lGfe"
Ghazal
lutf-e-kalaam kyaa jo na ho dil me.n dard-e-ishq
bismil nahii.n hai tuu to ta.Dapnaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
hisaab-e-lutf-e-hariifaa.n kiyaa hai jab to khulaa
ki dosto.n ne ziyaada KHayaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
shiiriini-e-nasiim hai soz-o-gudaaz-e-'miir'
'hasrat' tire suKHan pe hai lutf-e-suKHan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
majnuu.n na dasht me.n hai na farhaad koh me.n
thaa jin se lutf-e-zindagii ve yaar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
lazzat hanuuz maa.ida-e-ishq me.n nahii.n
aataa hai lutf-e-jurm-e-tamannaa sazaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
shaah-raah-e-ziist par mujh ko akelaa chho.D kar
jaane vaalaa mujh se lutf-e-zindagaanii le gayaa
Jahangeer nayab
Ghazal
lutf-e-dil-bastagii-e-aashiq-e-shaidaa ko na puuchh
do jahaa.n se is asiirii ne faraaGat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sab Galat kahte the lutf-e-yaar ko vaj.h-e-sukuu.n
dard-e-dil us ne to 'hasrat' aur duunaa kar diyaa