SEARCH RESULTS
Showing search results for ",NhRe"
Ghazal MATCHES FOR ",nhre"
Ghazal
itfaa-e-naar-e-ishq na ho aab-e-ashk se
ye aag vo nahii.n jise paanii bujhaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
jise mai.n to.D chukii huu.n vo raushnii kaa tilism
shu.aa-e-nuur-e-azal ke sivaa kuchh aur na thaa
Fahmida Riaz
Ghazal
jabiino.n pe nuur-e-masarrat na khiltaa
nigaaho.n me.n shaan-e-muravvat na hotii
Saghar Siddiqui
Ghazal
ham KHushbu-e-aavaara ham nuur-e-pareshaa.n hai.n
ai 'badr' muqaddar me.n aashufta-bayaanii hai
Bashir Badr
Ghazal
kyaa kahuu.n taariiki-e-zindaan-e-Gam andher hai
pamba nuur-e-sub.h se kam jis ke rauzan me.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n nuur-e-abad dil me.n guzar kar nahii.n paataa
siine kii siyaahii se nayaa harf likhaa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
the bahut naayaab vo nuur-e-qalam zor-e-bayaa.n
sho.ala uTThaa jab junuu.n kaa phir vahii naayaab the
Hasan Naim
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
phir lauTaa hai KHurshiid-e-jahaa.n-taab safar se
phir nuur-e-sahar dast-o-garebaa.n hai sahar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
nuur-e-tajallii hai tire ruKHsaar ke liye
aa.nkhe.n marii kaliim hai.n diidaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jahaa.n jahaa.n bhii hai nahr-e-furaat kaa imkaa.n
vahii.n yaziid kaa lashkar dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
suufii yahii hai nuur-e-savaad-e-hijaab-e-qalb
zulmat hu.ii jo siina-e-sozaa.n ke duud me.n