SEARCH RESULTS
Showing search results for ",RjL"
Ghazal MATCHES FOR ",rjl"
Ghazal
har zarra KHaak terii galii kii hai be-qaraar
yaa.n kaun saa sitam-zada maaTii me.n rul gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aayaa zaraa sii der rahaa Gul gayaa badan
apnii u.Daa.ii KHaak me.n hii rul gayaa badan
Farhat Ehsas
Ghazal
ye ek dukh to ko.ii mas.ala nahii.n 'kaashir'
pale ba.De hai.n isii Gam kii rel-pel me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
shabnam kii damak hai ki shab-e-maah kii devii
motii sar-e-gulzaar-e-jahaa.n rol rahii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
qahqaho.n se to zamaana hu.aa mahruum hai.n lab
aur fasaane me.n miraa rol hai joker vaalaa
Maqsood Aafaque
Ghazal
paanii bhar aa.e misriyo.n ke mu.nh me.n vaqt-e-diid
shiirii.n kii raal Tapke jo vo dekh paa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
duur se to farq hii ko.ii nazar aataa nahii.n
is tarah rul mil ga.e hai.n phuul a.ngaaro.n ke saath
Zafar Iqbal
Ghazal
kahii.n par baiTh kar sunsaan rasta shaam tak dekho
mohabbat apne Daraame me.n yahii ik rol detii hai
Taufeeq Sagar
Ghazal
Garq ho kar rol lo motii KHud apne vaaste
Duub kar ubhro to auro.n ke liye saahil bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
safar me.n ishq ke kampas kaa ko.ii rol nahii.n
kise KHabar ki qadam kis dishaa me.n rakhaa gayaa
Salman Saeed
Ghazal
mai.n ne qaatil kaa adaa rol kiyaa hai 'hamdam'
kyuu.n mujhe apne hii kirdaar se Dar lagtaa hai
Hamdam Kashmiri
Ghazal
maqtal me.n gire pa.Dte hai.n jaa.nbaaz pe jaa.nbaaz
talvaar se KHaak kha.Daa rol rahaa hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
KHudaa ne qa.ar-e-falaakat me.n ham ko jho.nk diyaa
biga.D ga.e the suhuulat kii rel-pel se ham
Shozeb Kashir
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
dekhte to hai.n vo har shai be-niyaazaana abhii
raal girtii hai magar be-iKHtiyaaraana abhii