SEARCH RESULTS
Showing search results for ",RuYA"
Ghazal MATCHES FOR ",ruya"
Ghazal
KHurshiid-ruu kaa partav aa.nkho.n me.n roz haigaa
yaanii ki sharq-ruuya daalaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ruuyaa kahuu.n mai.n is ko yaa muzhda-e-bedaarii
Gul hai ki naqaab us ne chehre se uThaa Daalii
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ham jin kii pareshaanii-e-KHaatir kaa sabab the
vo aalam-e-ruuyaa me.n pareshaa.n nazar aa.e
Rais Amrohvi
Ghazal
sab chal pa.De.n jo KHuld ko jaatii ho ko.ii raah
gul-mohr kii do-ruuya qataaro.n kii chhaa.nv me.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
band thii ham pe vahii raah-e-gulistaa.n ki jahaa.n
saaya karte hu.e do-ruuya shajar achchhe the
Zubair Rizvi
Ghazal
de ga.e aalam-e-ruuyaa me.n ye taskiin mujhe
zabt ulfat me.n hai laazim tumhe.n royaa na karo
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
tuu aalam-e-ruuyaa me.n mujhe chho.D ke palTaa
phir chau.nk ke KHud apne baraabar se uThaa mai.n
Abdurrahman Wasif
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kha.De the kyuu.n chaukidaar do-ruuya neze thaame
mahal kii diivaar kii bulandii me.n kyaa kamii thii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
dil-farosho.n kii do-ruuya bhii.D hai
sair ko nikle hai.n vo baazaar me.n
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
saamne aa.e to ruuyaa kii haqiiqat jaanuu.n
KHvaab hii kyaa vo jo sharminda-e-ta.abiir na ho