SEARCH RESULTS
Showing search results for ",hCt"
Ghazal MATCHES FOR ",hct"
Ghazal
ek chingaarii nazar aa.ii thii bastii me.n use
vo alag haT gayaa aa.ndhii ko ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
saa.nso.n me.n ghul rahii hai kisii saa.ns kii mahak
daaman ko chhuu rahaa hai ko.ii haat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tire jamaal se haT kar bhii ek duniyaa hai
ye ser-chashm magar kab udhar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
aa.iine se ulajhtaa hai jab bhii hamaaraa aks
haT jaate hai.n bachaa ke nazar darmiyaa.n se ham
Rajesh Reddy
Ghazal
kuchh is tarah se mile.n ham ki baat rah jaa.e
bichha.D bhii jaa.e.n to haatho.n me.n haat rah jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n jab bhii ko.ii manzar dekhtaa huu.n
zaraa auro.n se haT kar dekhtaa huu.n
Jahangeer nayab
Ghazal
the kuucha-e-jaanaa.n se pare bhii ka.ii manzar
dil ne kabhii is raah se haT kar nahii.n dekhaa
Ahmad Faraz
Ghazal
izn-e-KHiraam lete hu.e aasmaa.n se ham
haT kar chale hai.n rahguzar-e-kaarvaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kuchh dino.n ke liye manzar se agar haT jaa.o
zindagii bhar kii shanaasaa.ii chalii jaatii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Thokar se meraa paa.nv to zaKHmii hu.aa zaruur
raste me.n jo kha.Daa thaa vo kohsaar haT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
mai.n terii raah se ha.Tne ko haT gayaa lekin
mujhe to ko.ii bhii rasta nazar nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
muTThii band kiye baiThaa huu.n ko.ii dekh na le
chaa.nd paka.Dne ghar se niklaa jugnuu haat lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
balaa se ko.ii kahe din ko raat chup rahnaa
tum apne ho.nTo.n pe rakh lenaa haat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
jab mai.n sunaa ki yaar kaa dil mujh se haT gayaa
sunte hii is ke meraa kaleja ulaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zanjiir hai jaziira hai yaa shaaKH-e-be-samar
ab kaun sii lakiir salaamat hai haat kii