SEARCH RESULTS
Showing search results for ",nQrA"
Ghazal MATCHES FOR ",nqra"
Ghazal
hai zauq-e-tajallii bhii isii KHaak me.n pinhaa.n
Gaafil tuu niraa saahib-e-idraak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
garmi-e-mahfil faqat ik naara-e-mastaana hai
aur vo KHush hai.n ki is mahfil se diivaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
maslahat-koshi-e-ahbaab se dam ghuTtaa hai
kisii jaanib se ko.ii na.ara-e-yaahuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
raahil huu.n musalmaan ba-sad-naara-e-takbiir
ye qaafila ye baa.ng-e-daraa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
yaa shar-e-musalmaanii yaa dair kii darbaanii
yaa naara-e-mastaana kaaba ho ki but-KHaana
Allama Iqbal
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
haa.n kabhii dil se guzartaa thaa juluus-e-KHvaahish
aaj usii tarah kii ik naara-zanii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
pesh-e-KHudaa chalo to maza jab hai ai 'hafiiz'
na.ara ho lab pe ashhado-an-laa-ilaah kaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Arsh Siddiqui
Ghazal
haatho.n se hame.n ishq ke din raat nahii.n chain
fariyaad o fuGaa.n din ko hai shab naara-zanii hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
agarche ishq me.n aafat hai aur balaa bhii hai
niraa buraa nahii.n ye shaGl kuchh bhalaa bhii hai
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
ba-naaz-e-muGbachagaan o ba-faiz-e-naara-e-huu
humaa-e-arz-o-samaa zer-e-daam hai saaqii