SEARCH RESULTS
Showing search results for ",nsIV"
Ghazal MATCHES FOR ",nsiv"
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
parakh sako to mohabbat kaa ik mizaaj hai.n ham
kal is tarah nahii.n mil paa.e.nge jo aaj hai.n ham
Vazahat Nseem
Ghazal
ghar khod diyaa saaraa KHazaane kii havas me.n
niiv aa ga.ii tah-KHaane kaa dar hii nahii.n aayaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
falak ne bhii na Thikaanaa kahii.n diyaa ham ko
makaa.n kii niiv zamii.n se haTaa ke rakkhii thii
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
niiv jaatii hai khisaktii kyaa karegaa rab yahaa.n
diin-o-maz.hab ret ke hai.n ....aur mandar ret kaa
Mukesh Aalam
Ghazal
Vazahat Nseem
Ghazal
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
takallufaat me.n lamhaat mat ga.nvaayaa kar
bilaa-iraada bhii tho.Daa saa muskuraayaa kar
Vazahat Nseem
Ghazal
dil itnii kashaakash se nikal jaa.e to achchhaa
ye phuul kisii aag me.n jal jaa.e to achchhaa
Vazahat Nseem
Ghazal
tashviish na kiije ye nazriyaat to ho.nge
KHadshaat kaa mausam hai savaalaat to ho.nge
Vazahat Nseem
Ghazal
Vazahat Nseem
Ghazal
daa.ero.n ke beach me.n hai ek aur daa.era
niv kalas ik markaza hai markaze par daa.ere
Sameena Gul
Ghazal
bikhartii-TuuTtii fasiil niiv ko hilaa ga.ii
ki daaG zaat par thaa KHaandaan bhii nahii.n bachaa
Saurabh Shekhar
Ghazal
bharne ko jo daaman ko.ii phuulo.n se chalaa ho
kyaa jaaniye us shaKHs kaa kyaa haal hu.aa ho
Vazahat Nseem
Ghazal
kahaa.n havaa ke muKHaalif hai.n baadbaan kaho
kahii.n mile hai.n mohabbat ko saa.ebaan kaho
Vazahat Nseem
Ghazal
Ezaz Afzal
Ghazal
ham ye chaahe.n hame.n inkaar kii jur.at ho jaa.e
lab tak aa.e to vahii harf-e-nadaamat ho jaa.e