SEARCH RESULTS
Showing search results for ",osW5"
Ghazal MATCHES FOR ",osw5"
Ghazal
ejaaz-e-iisvii se nahii.n bahas ishq me.n
terii hii baat jaan mujassam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
kahte ho ki ho usva-e-shabbiir pe qaa.em
darbaar me.n kyo.n jaate ho sar kyo.n nahii.n jaataa
Akhtar Usman
Ghazal
gaahe ai iisvii-dam yak baat lutf suu.n kar
jaa.n-baKHsh mujh ko teraa aavaaz hai saraapaa
Wali Dakni
Ghazal
sivaa.e usva-e-shabbiir kuchh na kaam aayaa
dhamaal raqs ye vajd aur haal kyaa kyaa kuchh
Syed Salman Gilani
Ghazal
nigaah-e-dil se jis din usva-e-shabbiir dekhe.nge
KHaliilullaah apne KHvaab kii ta.abiir dekhe.nge
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
bante ho jo tum usva-e-aslaaf ke pairav
dushnaam-taraazo.n ko du.aa kyo.n nahii.n dete
Ahsan Aazmi
Ghazal
manshuur jis kaa usva-e-shabbiir ho 'ra.iis'
aisaa hai kaun saahab-e-kirdaar dekhnaa
Raees Warsi
Ghazal
kisii kii saada jabii.n kyuu.n banii hai sehr-taraaz
kisii kii baat me.n ejaaz-e-iisvii kyuu.n hai
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
chaltii hai tere haath qayaamat qadam qadam
ejaaz-e-iisvii hai tirii baat baat me.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
haq kii KHaatir hai husain ibn-e-'alii kaa usva
'ahd-e-haazir ke liye neze pe sar rakhtaa huu.n