SEARCH RESULTS
Showing search results for ",owES"
Ghazal MATCHES FOR ",owes"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aisaa hunar bhii paayaa hai us ne zindagii se
chaa.ndii nikaal laayaa vo shaKHs shaa.erii se
Aves Sayyad
Ghazal
ham parindo.n ke vo daalaan hu.aa karte hai.n
jo sabhii ke liye zindaan hu.aa karte hai.n
Aves Sayyad
Ghazal
ho chale jism-numaa chaar pahar jaanaa hai
sa.Dke.n sunsaan ho.n taariik ho.n ghar jaanaa hai
Aves Sayyad
Ghazal
kahaanii-kaar mire vaaqi.aat baaqii hai.n
bahut hai.n qisse bahut mo.ajizaat baaqii hai.n
Aves Sayyad
Ghazal
taa-umr jo nahii.n thaa KHudaaraa nahii.n banaa
patthar taraash kar bhii mai.n tujh saa nahii.n banaa
Aves Sayyad
Ghazal
mere kuuche se tajallii ko churaate hu.e log
zulmat-e-shab tirii taasiir ba.Dhaate hu.e log
Aves Sayyad
Ghazal
zauq sab ke shaahii hai.n shauq sab ke uu.nche hai.n
ye 'aves' sayyad hai.n ye hai.n is ke yaaraane
Aves Sayyad
Ghazal
dil vasvaso.n se ghir gayaa par jaan to gayaa
tark-e-ta'alluqaat kaa imkaan to gayaa
Aves Sayyad
Ghazal
is nazaakat kaa buraa ho vo bhale hai.n to kyaa
haath aave.n to unhe.n haath lagaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ab sub.h o shaam shaayad girye pe rang aave
rahtaa hai kuchh jhamaktaa KHuunaab chashm-e-tar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye zid ki aaj na aave aur aa.e bin na rahe
qazaa se shikva hame.n kis qadar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
me.aar se sivaa yahaa.n raftaar chaahiye
'javvaad' us ko aaKHirii over na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
jab naam tiraa liijiye tab chashm bhar aave
is zindagii karne ko kahaa.n se jigar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
jis bazm me.n tuu naaz se guftaar me.n aave
jaa.n kaalbad-e-suurat-e-diivaar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
mar kar bhii haath aave to 'miir' muft hai vo
jii ke ziyaan ko bhii ham suud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aave jo mastaba me.n to sun lo ki raah se
vaa.iz ko ek jaam-e-mai-e-naab le gayaa