SEARCH RESULTS
Showing search results for ",vUFu"
Ghazal MATCHES FOR ",vufu"
Ghazal
na aayaa ko.ii lab-e-baam shaam Dhalne lagii
vufuur-e-shauq se aa.nkho.n me.n KHuun aa bhii gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
naam baKHshaa hai tujhe kis ke vufuur-e-Gam ne
gar ko.ii thaa to tire mujrim-e-shohrat ham the
Aitbar Sajid
Ghazal
vufuur-e-ashk ne kaashaane kaa kiyaa ye ra.ng
ki ho ga.e mire diivaar-o-dar dar-o-diivaar
Mirza Ghalib
Ghazal
jab us kii zauq-e-nazar kaa hu.aa bahut charchaa
vufuur-e-shauq se ek din sa.nvar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
ye us ne dekhaa thaa ik raqs-e-naa-tamaam ke ba.ad
vufuur-e-shauq me.n kaun-o-makaa.n thirak rahe the
Aziz Nabeel
Ghazal
jaan de dii mai.n ne tang aa kar vufuur-e-dard se
aaj manshaa-e-jafaa-e-dost puuraa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Khwaja Zameer
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
yaqii.n ki tishna-labii muqaddar raqam rahegii
vufuur-e-dariyaa bhii misl-e-dariyaa-e-KHvaab dekhaa
Kishwar Naheed
Ghazal
vufuur-e-shauq me.n jab bhii kalaam karte hai.n
to harf harf ko husn-e-tamaam karte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
shu.uur-e-kaif-o-KHushii hai zaraa Thahr jaa.o
vufuur-e-Gam me.n kamii hai zaraa Thahar jaa.o
Shaukat Pardesi
Ghazal
vufuur-e-shauq kii maayuusiyaa.n are tauba
dil-e-tabaah me.n ab aarzuu rahii kyaa hai
Amjad Najmi
Ghazal
vufuur-e-husn kii vo shoKHiyaa.n ma.aaz-allaah
shabaab taabe-e-ahd-e-shabaab ho na sakaa
Afqar Mohani
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
ai naaz-e-ishq daar-o-rasan kii bisaat kyaa
mere vufuur-e-shauq-e-shahaadat ke saamne