SEARCH RESULTS
Showing search results for "آئینہ_خانے"
Ghazal MATCHES FOR "آئینہ_خانے"
Ghazal
kaun aayaa raaste aa.iina-KHaane ho ga.e
raat raushan ho ga.ii din bhii suhaane ho ga.e
Bashir Badr
Ghazal
nauhagar se na kisii aa.iina-KHaane se hu.ii
mo'tabar zaat mirii mere zamaane se hu.ii
Moin Najmi
Ghazal
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hai aa.iina-KHaane me.n tiraa zauq-fazaa raqs
karte hai.n bahut se tire ham-shakl judaa raqs
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
zindagii ham tire daaGo.n se rahe sharminda
aur tuu hai ki sadaa aa.iina-KHaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
ghar se niklo na badal kar chehre
shahr me.n aa.iina-KHaane hai.n bahut
Mohammad Ali Mauj Rampuri
Ghazal
kyaa kahuu.n kyaa tire afsurda dilo.n par guzrii
kaise taaraaj hu.e aa.iina-KHaane tere
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aa.nkh bedaar hu.ii kaisii ye peshaanii par
kaisaa darvaaza khulaa aa.iina-KHaane kii taraf
Anjum Saleemi
Ghazal
tamaam aa.iina-KHaane kii laaj rah jaatii
ko.ii bhii aks agar be-misaal rah jaataa
Jamal Ehsani
Ghazal
mai.n to hairaan pareshaan yahii sochtii huu.n
aa.iina KHaane se hairat bhii chalii jaa.e agar
Tasneem Abidi
Ghazal
aa.iina-KHaane se daaman ko bachaa kar guzro
aa.iina TuuTaa to rezo.n me.n bikhar jaa.oge
Gulam jilani Asghar
Ghazal
ik umr tez dhuup me.n jalte rahe miyaa.n
aa.iina-KHaane dil ke pighalte rahe miyaa.n
Madhosh Bilgrami
Ghazal
aa.iina-KHaane me.n niklaa na ko.ii teraa javaab
yahii kahtaa thaa mohabbat kaa taqaazaa dekhaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
mai.n huu.n ab tere KHayaalaat kaa ik aks-e-jamiil
aa.iina-KHaane se niklaa to kidhar jaa.uu.ngaa