SEARCH RESULTS
Showing search results for "اجزا"
Ghazal MATCHES FOR "اجزا"
Ghazal
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ye be-hisii to mirii zid thii mere ajzaa se
ki mujh me.n apne ta.aaqub kaa Dar na rah jaa.e
Abhishek Shukla
Ghazal
ajzaa badan ke jitne the paanii ho bah ga.e
aaKHir gudaaz 'ishq ne ham ko bahaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai.n zavaal-aamaada ajzaa aafriinash ke tamaam
mahr-e-garduu.n hai charaaG-e-rahguzaar-e-baad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bikhre to phir baham mire ajzaa nahii.n hu.e
sarzad agarche mo.ajize kyaa kyaa nahii.n hu.e
Shaukat Wasti
Ghazal
aa.nsu.o.n se KHuun ke ajzaa badalte jaa.e.nge
dil ke sab armaan aa.nkho.n se nikalte jaa.e.nge
Natiq Lakhnavi
Ghazal
barg-e-jaa.n hai.at-e-ajzaa kaa pareshaan saa juz
dekhte dekhte ashkaal badal detaa hai
Ali Muzammil
Ghazal
ajzaa yahii hai.n nusKHa-e-aab-e-hayaat ke
kuchh mastii-e-nigaah milaa do sharaab me.n
Sahir Siyalkoti
Ghazal
ta.amiir jin ajzaa se hu.ii KHaana-e-tan kii
hai jaan se un sab kii numuudaar dikhaavaT
Sahir Dehlavi
Ghazal
yuu.n to hai.n ajzaa bahut se shaamil-e-tarkiib-e-ishq
aarzuu lekin sar-e-daaruu hai is maa'juun me.n
Bismil Saeedi
Ghazal
dil ke ajzaa ab KHariide jaa rahe hai.n shauq se
dil judaa hai dam davaa se saa.at-e-uftaad tak
Abaan Asif Kachkar
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
alag na kar sakaa ab tak mai.n us ke ajzaa ko
ba.iid kyaa hai ki hairat ho kiimiyaa.ii mirii