SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارشد"
Ghazal MATCHES FOR "ارشد"
Ghazal
jiinaa hai ek shaGl so karte rahe hai.n ham
hai zindagii gavaah ki marte rahe hai.n ham
Arshad Kakvi
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
ye KHosha-chiini-e-KHvaan-e-aniis hai 'arshad'
namak namat jo mire sher me.n fasaahat hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
kahaa.n kahaa.n se sunaa.uu.n tumhe.n fasaana-e-shab
taviil guzraa hai mujh par bahut zamaana-e-shab
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
bas ki ik lams kii ummiid pe vaare hu.e hai.n
so tire saamne ye KHaak pasaare hu.e hai.n
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
fanaa hu.aa to mai.n taar-e-nafas me.n lauT aayaa
KHushaa ki ishq tirii dastaras me.n lauT aayaa
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
kisht-e-ehsaas me.n tho.Daa saa milaa le.nge tujhe
phir na.ii paud kii suurat me.n ugaa le.nge tujhe
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
nit-na.e naqsh se baatin ko sajaataa hu.aa mai.n
apne zaahir ke KHad-o-KHaal miTaataa hu.aa mai.n
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
do-chaar sitaare hii mirii aa.nkh me.n dhar jaa
kuchh der to ai saa.at-e-shab mujh me.n Thahar jaa
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
'arshad' miraa dildaar kahii.n mujh se judaa na.ii.n
har vaqt vo mujh dil me.n basaa hii nazar aaya
Arshad Aurangabadi
Ghazal
pyaas har zarra-e-sahraa kii bujhaa.ii ga.ii hai
tab kahii.n jaa ke mirii aabla-paa.ii ga.ii hai
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
iztiraab aisaa hu.aa dil kaa sahaaraa mujh ko
ko.ii Thahraav nahii.n KHud me.n gavaaraa mujh ko
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
ju.De hu.e hai.n parii-KHaane mere kaaGaz se
jo uTh rahe hai.n ye afsaane mere kaaGaz se
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
mere ash.aar tamavvuj pe jo aa.e hu.e hai.n
aab hairat se ye mazmuun uThaa.e hu.e hai.n
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
'arshad' mujhe to Gaib se aatii hai ab sadaa
ibn-e-turaab ab tirii mohlat tamaam-shud