SEARCH RESULTS
Showing search results for "ازل_تا_ابد"
Ghazal MATCHES FOR "ازل_تا_ابد"
Ghazal
ik e'tidaal azal-taa-abad zaruurii hai
har ek shai me.n tavaazun ashad zaruurii hai
Mehboob Rahi
Ghazal
hazaar sifr sahii ik adad to ham bhii hai.n
tumhaare saath azal-taa-abad to ham bhii hai.n
Raoof Khair
Ghazal
ازل سے تا ابد آغاز و انجام اس گلستاں کا
نہ کوئی ابتدا جانے نہ کوئی انتہا جانے
Shah Ziauddin Al-Husaini Parwana Burhanpuri
Ghazal
vo ek lamha azal-taa-abad vahii lamha
vo mujh se kuchh na kahe mai.n bhii us se kuchh na kahuu.n
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
mirii hastii nahii.n mahduud hargiz chand lamho.n tak
azal se taa-abad jaarii rahegaa silsila meraa
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
'maamuun' azal se taa-abad nahii.n hai ko.ii raushnii
KHalaa me.n duur duur tak bas ik aziim raat hai
Khaleel Mamoon
Ghazal
azal se taa-abad duniyaa se le kar aasmaano.n tak
nazar aataa hai terii hii nazar kaa silsila mujh ko
Irfan Sattar
Ghazal
vaqt ke sahraa me.n tum paa.oge mere naqsh-e-paa
mai.n azal se taa-abad ik silsila ho jaa.uu.ngaa
Shola Haspanvi
Ghazal
Islam Uzma
Ghazal
Zareef Lakhnavi
Ghazal
az azal taa-ba abad mahv-e-tamaashaa honaa
mai.n vo huu.n jisko na marnaa hai na paidaa honaa
Asghar Gondvi
Ghazal
mai.n azal taa-ba-abad aur abad taa-daa.im
is kaa matlab mai.n kisii ek zamaane kaa nahii.n
Yunus Tahseen
Ghazal
qidam hai zaat-e-vaahid haal hai mazii-o-mustaqbil
azal se taa abad kii ibtidaa kyaa intihaa kyaa hai
Sahir Dehlavi
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
haal thaa haal na maazii thaa na thaa mustaqbil
az-azal taa-ba-abad jalva-ba-ra.anaa.ii thaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
azal se taa-abad hai jalva farmaa husn-e-sad-sheva
vahii saahib-nazar hai jo baraabar dekhtaa jaa.e
Zaheen Shah Taji
Ghazal
sub.h-e-azal se taa-abad daur-e-firaaq al-amaa.n
ai ki Tapak pa.De na dil diida-e-intizaar se