SEARCH RESULTS
Showing search results for "اسدؔ"
Ghazal MATCHES FOR "اسدؔ"
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
vahshat-e-KHvaab-e-adam shor-e-tamaashaa hai 'asad'
jo maza jauhar nahii.n aa.iina-e-ta.abiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
bedaad-e-ishq se nahii.n Dartaa magar 'asad'
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
is rang se uThaa.ii kal us ne 'asad' kii na.ash
dushman bhii jis ko dekh ke Gamnaak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ne 'asad' jafaa-saa.il ne sitam junuu.n-maa.il
tujh ko jis qadar Dhuu.nDaa ulfat-aazmaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhaa 'asad' ko KHalvat-o-jalvat me.n baar-haa
diivaana gar nahii.n hai to hushyaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
'asad' KHushii se mire haath paa.nv phuul ga.e
kahaa jo us ne zaraa mere paa.nv daab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
har rang me.n jalaa 'asad'-e-fitna-intizaar
parvaana-e-tajallii-e-sham-e-zuhuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hai 'asad' begaana-e-afsurdagii ai bekasii
dil z-andaaz-e-tapaak-e-ahl-e-duniyaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ye laash-e-be-kafan 'asad'-e-KHasta-jaa.n kii hai
haq maGfirat kare ajab aazaad mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
laGzish-e-mastaana o josh-e-tamaashaa hai 'asad'
aatish-e-mai se bahaar-e-garmii-e-baazaar-e-dost