SEARCH RESULTS
Showing search results for "انجام_محبت"
Ghazal MATCHES FOR "انجام_محبت"
Ghazal
anjaam-e-mohabbat se mai.n begaana nahii.n huu.n
diivaana banaa phirtaa huu.n diivaana nahii.n huu.n
Manzar Lakhnavi
Ghazal
jab bhii anjaam-e-mohabbat ne pukaaraa KHud ko
vaqt ne pesh kiyaa ham ko misaalo.n kii tarah
Sudarshan Faakir
Ghazal
ham ko ma.aluum thaa anjaam-e-mohabbat ham ne
aaKHirii harf se pahle hii qalam to.D diyaa
Javed Saba
Ghazal
anjaam mohabbat kaa buujhaa thaa magar us ko
jab dil lagaa shiirii.n se farhaad bahut royaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
ham hii se zamaane me.n mohabbat kaa chalan hai
ham log nahii.n sochte anjaam-e-mohabbat
Anuj Nagendra
Ghazal
ma.aluum 'asar' ab hu.aa anjaam-e-mohabbat
ham KHud ko zamaane me.n miTaane ke liye hai.n
Zahid Ali Khan Asar
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat se anjaam-e-mohabbat tak
''ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai''
Sarwar Alam Raz
Ghazal
dekh anjaam mohabbat kaa buraa hotaa hai
mujh se duniyaa yahii kahtii hai bas ik tum to nahii.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
ko.ii anjaam-e-mohabbat kii jo baate.n kartaa
phuul ke chehre pe shabnam vo dikhaa detaa thaa
Prem Bhandari
Ghazal
fikr anjaam-e-mohabbat kii hai tauhiin ai 'lais'
vahii hogaa mirii qismat me.n jo likkhaa hogaa
Lais Quraishi
Ghazal
badnaamii o barbaadii anjaam-e-mohabbat hai.n
duniyaa me.n rahaa 'farhat' rusvaa-e-jahaa.n ho kar
Farhat Kanpuri
Ghazal
anjaam-e-mohabbat se uruuj apne hai vaaqif
taa-ziist hai qismat me.n jafaa aur balaa aur
Urooj Qadri
Ghazal
jab aalam-e-vahshat me.n apne ko bhulaa baiThaa
anjaam-e-mohabbat kii taqsiir nazar aa.ii
Raees Narvi
Ghazal
mujh ko maa'luum hai anjaam-e-mohabbat ai dost
mai.n tujhe TuuT ke chaahuu.ngaa bikhar jaa.u.ngaa
Faisal Farooq
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat to bahut KHuub hai 'taabish'
anjaam-e-mohabbat se KHabar-daar nahii.n huu.n
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
hame.n kyaa aap anjaam-e-mohabbat se Daraate hai.n
hamaare KHuun se har daur kaa aaGaaz hotaa hai
Qabil Ajmeri
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
nahii.n ma.aluum ki anjaam-e-mohabbat kyaa ho
Gam kaa KHud Gam kii haqiiqat ne agar saath diyaa
Nawab Moazzam Jah Shaji
Ghazal
kuchh to anjaam-e-mohabbat kii KHabar ho us ko
meraa madfan jo miTaa.o to kaduu saath rahe