SEARCH RESULTS
Showing search results for "اگن"
Ghazal MATCHES FOR "اگن"
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
barf ke ruup me.n Dhal jaa.e.nge saare rishte
mujh se puuchho ki mohabbat kii agan kaisii hai
Wasi Shah
Ghazal
diidaar de shitaabii jalne kii taab nii.n hai
is hijr kii agan sii.n dozaKH kii aag aulaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Abdussamad Khateeb
Ghazal
ye rumuuz-e-ma.arifat tujh par ayaa.n ho.nge tabhii
pii tariiqat kaa subuu aur is agan me.n raqs kar
Asif Anjum
Ghazal
KHaamosh na ho soz-e-'siraaj' aaj kii shab puuchh
bha.Dkii hai mire dil me.n tire Gam kii agan bol
Siraj Aurangabadi
Ghazal
saath us kaa nibhaataa huu.n to ye meraa hunar hai
vo shaKHs ba-yak-vaqt hai paanii bhii agan bhii
Pawan Kumar
Ghazal
is jism ko jho.nkaa hai mashaqqat kii agan me.n
har lamha maraa mar ke jiyaa jii ke maraa huu.n
Masood Hassas
Ghazal
sulag rahii huu.n abhii bhii magar mazaa hii nahii.n
saraab-e-naaz Gamo.n kii agan badalnaa to
Sarwat Zehra
Ghazal
naalaa.n hu.aa hai jal kar siine me.n man hamaaraa
pi.njre me.n boltaa hai garm aaj agan hamaaraa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ai dost talattuf sii.n mire haal kuu.n aa dekh
siine kii agan mehr ke paanii sii.n bujhaa dekh
Siraj Aurangabadi
Ghazal
agan jo krodh kii ThanDii pa.De chale aanaa
sulah kii khol ke rakkhii hai.n khi.Dkiyaa.n ab bhii
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
haalaat ne har shai kii taasiir badal Daalii
sunte hai.n ki shabnam bhii girtii hai agan o.Dhe