SEARCH RESULTS
Showing search results for "بخار"
Ghazal MATCHES FOR "بخار"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mujhe naql par bhii itnaa agar iKHtiyaar hotaa
kabhii fail imtihaa.n me.n na mai.n baar baar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
tire jamaal-e-haqiiqat kii taab hii na hu.ii
hazaar baar nigah kii magar kabhii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
Gam-e-firaaq me.n kuchh der ro hii lene do
buKHaar kuchh to dil-e-be-qaraar kaa nikle
Nasir Kazmi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
use qariib se dekhaa to kuchh shifaa paa.ii
ka.ii baras me.n mire jism se buKHaar gayaa
Haseeb Soz
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
suuraj kii aab zahr hai rango.n kii aab ko
hai duur tak buKHaar saa baaGo.n ke saath saath
Muneer Niyazi
Ghazal
jaane kis ko Dhuu.nDne daaKHil hu.aa hai jism me.n
haDDiyo.n me.n raasta kartaa hu.aa piilaa buKHaar
Adil Mansuri
Ghazal
KHaar daaman se ulajhte hai.n bahaar aa.ii hai
chaak karne ko kiyaa gul ne garebaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
qadah liye hu.e gul misl-e-baada-KHvaar aayaa
KHizaa.n chaman se ga.ii mausam-e-bahaar aayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
nazdiik aa chukii hai savaarii bahaar kii
barg-e-KHizaa.n-rasiida gulistaa.n se duur ho.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye aagahii kaa maraz laa-ilaaj hai baabaa
buKHaar utarne kaa hai ye na zaKHm bharne kaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
mariiz-e-ishq abhii bekalii me.n hai lekin
buKHaar ek din us kaa utar hii jaa.egaa
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
rone se hijr-e-yaar me.n taskiin ho ga.ii
dil kaa buKHaar diida-e-tar se nikal gayaa