SEARCH RESULTS
Showing search results for "برقع"
Ghazal MATCHES FOR "برقع"
Ghazal
burqaa uThaa thaa ruKH se mire bad-gumaan kaa
dekhaa to aur rang hai saare jahaan kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jis din ki us ke mu.nh se burqaa uThegaa suniyo
us roz se jahaa.n me.n KHurshiid phir na jhaa.nkaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zer-e-burqa.a tuu ne kyaa dikhlaa diyaa
jam.a hai.n har suu tamaashaa.ii bahut
Altaf Hussain Hali
Ghazal
us ruu-e-aatishii.n se burqaa sarak gayaa thaa
gul bah gayaa chaman me.n KHajlat se aab ho kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHurshiid-o-qamar pyaare rahte hai.n chhupe ko.ii
ruKHsaaro.n ko go tuu ne burqaa se chhupaa rakhaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
ye ghuu.nghaT kyaa burqaa kyaa ridaa kyaa
uThaa jab aa.nkh kaa parda rahaa kyaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
tujh ruKH se na burqaa uThaa ai Gairat-e-KHurshiid
zarra tiraa mushtaaqo.n ne diidaar na paayaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
ba-ra.ng-e-sham.a chhupe husn-e-jalvagar kyuu.n kar
hazaar us ko rakhe.n burqa-o-naqaab ke biich
Shah Naseer
Ghazal
ruKH se burqaa jo ulaT de vo to aafat ho jaa.e
qad-kashii ho to numuudaar qayaamat ho jaa.e
Meer Kallu Arsh
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
sharm-o-hayaa ko chho.Diye burqaa uThaa.iye
kab tak rahegaa chaa.nd gahan me.n diyaa hu.aa
Kaifi Kakorvi
Ghazal
zindagii raushnii ko jo chhuune lagii
raushnii raah jiine kii barqaa ga.ii
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
saaf burqe se ayaa.n aariz-e-taabaa.n hogaa
ye vo hai chaa.nd jo badlii me.n numaayaa.n hogaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
faanuus me.n charaaG ko aisaa kahaa.n faroG
dekho to us ke burqaa-o-ruKHsaar kii taraf