SEARCH RESULTS
Showing search results for "بلانا"
Ghazal MATCHES FOR "بلانا"
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
kyaa din the mujhe shauq se mehmaan bulaanaa
aur KHud ko magar KHidmat-e-mehmaan me.n rakhnaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
terii mahfil ke liye baa.is-e-barkat hogaa
naa-muraadaan-e-mohabbat ko bulaanaa mire dost
Taimur Hasan
Ghazal
taa ko.ii bahaana tire pairo.n se na lipTe
diivaar se tasviir haTaa dii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
tamaam bazm KHafaa hai magar na jaane kyuu.n
mushaa.ire me.n 'shafaq' ko bulaanaa pa.Dtaa hai
Aziz Ahmad Khan Shafaq
Ghazal
das se milnaa hai use ek hai.n un me.n ham bhii
is tarah us ko bulaanaa bhii nahii.n chaahte ham
Meena Naqvi
Ghazal
mire mizaaj me.n be-maa'nii uljhane.n hai.n bahut
mujhe udhar se bulaanaa jidhar na jaa.uu.n mai.n
Nida Fazli
Ghazal
aavaaz de ke KHud ko bulaanaa pa.Daa mujhe
apnii madad ko aap hii aanaa pa.Daa mujhe
muneer saifi
Ghazal
dushman ba-naam-e-dost banaanaa mujhe bhii hai
us jaisaa ruup us ko dikhaanaa mujhe bhii hai
Bilqees Khan
Ghazal
sabab-e-qatl-e-mohabbat hai agar ai zaalim
to miraa jurm kisii ko na bataanaa hargiz