SEARCH RESULTS
Showing search results for "بندۂ_ناچیز"
Ghazal MATCHES FOR "بندۂ_ناچیز"
Ghazal
ham banda-e-naachiiz gunahgaar hai.n lekin
vo bhii to zaraa baarish-e-rahmat nahii.n karte
Khursheed Akbar
Ghazal
ye baKHshish apne banda-e-naachiiz ke liye
tho.Dii sii puu.njii aisii ki duniyaa kahe.n jise
Aasi Ghazipuri
Ghazal
'KHushtar' un kaa banda-e-naachiiz ban
ye bhii to ik suurat-e-e.ajaaz hai
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
mujh ko nahii.n KHvaahish ki farishta banuu.n maulaa
is banda-e-naachiiz ko insaan banaa de
Sada Ambalvi
Ghazal
aap ke KHvaab apnii aa.nkho.n me.n sajaa le shauq se
banda-e-naachiiz ko itnii ijaazat baKHshiye
Muhiuddin Gulfam
Ghazal
mujh banda-e-naachiiz pe itnaa bhii karam kyaa
har dam kii mudaaraat se ab Darne lagaa huu.n
Zaki Mahfooz
Ghazal
banda-e-naachiiz aisaa yaum-e-mahshar ko agar
kyaa ajab puuchhe KHudaa tum kaun ho tum kaun ho
Anwar Sheikh
Ghazal
aadam hai na havvaa hai zamaa.n hai na zamii.n hai
vo kaun hai jo kun me.n magar parda-nashii.n hai
Rahman Jami
Ghazal
nisf iimaan pe naachiiz Tikaa hai kab se
maan letaa nahii.n bande kaa KHudaa ho jaanaa
Nomaan Shauque
Ghazal
Nasreen Naqqash
Ghazal
jab se hu.aa hai ishq tire ism-e-zaat kaa
aa.nkho.n me.n phir rahaa hai muraqqa.a najaat kaa