SEARCH RESULTS
Showing search results for "تاراج"
Ghazal MATCHES FOR "تاراج"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
haif! kahte hai.n hu.aa gulzaar taaraaj-e-KHizaa.n
aashnaa apnaa bhii vaa.n ik sabza-e-begaana thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
taaraaj-e-kaavish-e-Gam-e-hijraa.n hu.aa 'asad'
siina ki thaa dafiina gohar-haa-e-raaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tasma-kash taraaz o Gaarat-gar taaraaj-saaz
kaafir yaGmaa.ii o qazzaaq rahzan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mai.n ne bhii ek din use taaraaj kar diyaa
mujh ko halaak karne pe jab tul gayaa badan
Farhat Ehsas
Ghazal
kyaa kahuu.n kyaa tire afsurda dilo.n par guzrii
kaise taaraaj hu.e aa.iina-KHaane tere
Ahmad Mushtaq
Ghazal
do jiivan taaraaj hu.e tab puurii hu.ii baat
kaisaa phuul khilaa hai aur kaisii viiraanii me.n
Jamal Ehsani
Ghazal
shahr taaraaj hai, jabr kaa raaj hai
phir bhii saabit hai.n merii anaa aur mai.n
Iftikhar Mughal
Ghazal
aa.nkh khulte hii bastiyaa.n taaraaj
ko.ii lazzat nahii.n hai KHvaabo.n me.n
Aashufta Changezi
Ghazal
taaraaj kar ke ishq kii bastii chale ga.e
tum fat.h kar ke dil pe hukuumat na kar sake
Saba Akbarabadi
Ghazal
Ajmal Siraj
Ghazal
musaahibo.n me.n ghire ho.nge zill-e-sub.haanii
Ganiim shahr ko taaraaj kar rahaa hogaa
Azhar Inayati
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
Qadir Siddiqi
Ghazal
shahr-e-taKHriib me.n kyaa KHvaahish ta.amiir kare.n
aise taaraaj hu.e kuucha-o-baazaar ki bas
Mohsin Ehsan
Ghazal
Farhat Qadri
Ghazal
Iqbal Sohail
Ghazal
aaj mu.nh mo.D ke jaane lagii.n yaade.n us kii
aaj taaraaj miraa kuucha-e-jaa.n hotaa hai