SEARCH RESULTS
Showing search results for "ترغیب_ہوش"
Ghazal MATCHES FOR "ترغیب_ہوش"
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
phir anaasir ne badal lii suurat-e-tartiib aur
aalam-e-hastii hu.aa zer-o-zabar kaafii hai kyaa
Kamal Kataria Karan
Ghazal
ab hijr nibhaane kii tarkiib alag hogii
dukh saare vahii ho.nge tartiib alag hogii
Qasim Raza Mustafai
Ghazal
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
mai.n zindagii kaa naqsha tartiib de rahaa huu.n
phir ik jadiid KHaaka tartiib de rahaa huu.n
Zafar Hameedi
Ghazal
Nazir Wahid
Ghazal
Galat hai mujh se ye tartiib-e-raushnii kaa gila
ki shaam hii se havaa.o.n me.n jal rahaa huu.n mai.n
Shakeel Azmi
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
KHushbuu kaa saraapaa hai ki phuulo.n kii hai tarkiib
vo aa.e to ho jaataa hai andaaza havaa se
Ehtisham Hasan
Ghazal
dil aur mire KHuun kaa dauraan Gazal hai
har saa.ns tavaazun hai ki miizaan Gazal hai
Asim Wasti
Ghazal
raushnii kii ye havas kyaa kyaa jalaa.egii na puuchh
aarzuu-e-subh kitne zulm Dhaa.egii na puuchh
Abhinandan Pandey
Ghazal
is tarah se tartiib do ab saaz-e-mohabbat
kuchh taar puraane bhii ho.n kuchh taar na.e ho.n