SEARCH RESULTS
Showing search results for "تصدیق"
Ghazal MATCHES FOR "تصدیق"
Ghazal
apne shajre ki vo tasdiiq karaa.e jaa kar
jis ko zanjiir pahante hu.e Dar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
mire liye to hai iqraar-e-bil-lisaa.n bhii bahut
hazaar shukr ki mullaa hai.n saahib-e-tasdiiq
Allama Iqbal
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
mustahiq huu.n to kisii aur se tasdiiq bhii kar
mujh ko mat denaa agar meraa dilaasa na bane
Danish Naqwi
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Mahesh Janib
Ghazal
shohraa hai ki rusvaa.ii kii tasdiiq hai vo shaKHs
shohrat kaa bharosa ko.ii hotaa bhii nahii.n KHair
Hamida Shaheen
Ghazal
tuu KHvaab hai yaa ko.ii haqiiqat nahii.n ma.aluum
kartii huu.n mai.n tasdiiq abhii battii jalaa kar
zahraa Qarar
Ghazal
lo vo azaa.n se sub.h kii tasdiiq ho ga.ii
goyaa ab us ke aane kaa imkaan hii nahii.n
Ashok Sawhny
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
nazar me.n jiit kii tasdiiq kaa savaal liye
galii galii me.n sikandar talaash kartaa huu.n
Kanval Ziai
Ghazal
Amardeep Singh
Ghazal
merii miTTii se agar ruuh nikaalii jaa.e
is me.n ye to nahii.n tasdiiq karaa lii jaa.e
Aftab Shakeel
Ghazal
hasrat bhare hu.e ga.e duniyaa se saika.Do.n
tasdiiq kis se kiijiye shaddaad bhii nahii.n
Bahram ji
Ghazal
ye kis tarah ke ajab vaahimo.n me.n Daal diyaa
sharaab o shahd kii tasdiiq karne vaalo.n ne
Azlan shah
Ghazal
vo hamaare hii rag-o-pai me.n nihaa.n rahtaa hai
is kii tasdiiq to ik din hame.n karnaa hogaa
Anwar Minai
Ghazal
jis ke hone na hone kii tasdiiq ho
us KHudaa ko KHudaa ham nahii.n maante