SEARCH RESULTS
Showing search results for "تفکر"
Ghazal MATCHES FOR "تفکر"
Ghazal
ho qaid-e-tafakkur se kab aazaad suKHan-var
manzuur qafas murG-e-KHush-alhaa.n ke liye hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
shab ko yalGaar-e-tafakkur se jo bach nikluu.n mai.n
sub.h-dam taaza KHayaalaat ke lashkar aa jaa.e.n
Pirzada Qasim
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
mere ehsaas o tafakkur me.n sulagtii hai jo aag
vahii mazluum ke ashko.n me.n nihaa.n hotii hai
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
tere chehre pe tafakkur kii jhalak ai 'shaariq'
tere andar kaa chhupaa raaz bataa detii hai
Shariq Balyavi
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
tajdiid-e-tafakkur kaa tujhe vahm hu.aa hai
mai.n tere KHayaalo.n me.n tazaadaat bataa duu.n
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
aaj is bahr-e-tafakkur kaa tamavvuj dekhe.n
aaj ik aur hii sahraa me.n utar jaate hai.n
Ghulam Nabi Nazir
Ghazal
Quaiser Khalid
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
aaj har zehn me.n raushan me.n tafakkur ke charaaG
dil vo sho.ala hai ki jis se ye sharaare TuuTe
Saeeduzzamaan Abbasi
Ghazal
kiyaa hai KHatm tafakkur kaa silsila mai.n ne
har ek naqsh tirii yaad ke miTaa kar ke
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
mujhe ba-faiz-e-tafakkur hu.aa hai ye idraak
chamak uThuu.ngaa kisii roz mai.n sar-e-aflaak
Arif Farhad
Ghazal
kiyaa hai KHatm tafakkur kaa silsila mai.n ne
har ek naqsh tirii yaad ke miTaa kar ke