SEARCH RESULTS
Showing search results for "تقریب"
Ghazal MATCHES FOR "تقریب"
Ghazal
un se yahii kah aa.e.n ki ab ham na mile.nge
aaKHir ko.ii taqriib-e-mulaaqaat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
na jaane kitne parindo.n ne is me.n shirkat kii
kal ek pe.D kii taqriib-e-ruu-numaa.ii thii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
nasiib phir ko.ii taqriib-e-qurb ho ki na ho
jo dil me.n ho.n vahii baate.n kahaa karo us se
Ahmad Faraz
Ghazal
siikhe hai.n mah-ruKHo.n ke liye ham musavvarii
taqriib kuchh to bahr-e-mulaaqaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
jis kaa gurez shart ho taqriib-e-diid me.n
is hosh is nazar kii zaruurat nahii.n mujhe
Ehsan Danish
Ghazal
Gam-e-duniyaa se gar paa.ii bhii fursat sar uThaane kii
falak kaa dekhnaa taqriib tere yaad aane kii
Mirza Ghalib
Ghazal
ek taqriib-e-tabassum thii bahaaraa.n lekin
phir bhii aa.nkhe.n hu.ii.n tar rone ke aadii ro.e
Ahmad Faraz
Ghazal
bataa rahii hai ye taqriib-e-mimbar-o-mehraab
ki muttaqii o riyaa-kaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
vo aa.e.nge mirii taqriib-e-marg me.n tauba
kabhii jo rasm-e-ayaadat adaa nahii.n karte
Muztar Khairabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
jab ba-taqriib-e-safar yaar ne mahmil baa.ndhaa
tapish-e-shauq ne har zarre pe ik dil baa.ndhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ho na maayuus ki hai fat.h kii taqriib shikast
qalb-e-momin kaa mirii jaan nikharnaa hai yahii