SEARCH RESULTS
Showing search results for "تلوے"
Ghazal MATCHES FOR "تلوے"
Ghazal
chhaTaa jahaa.n se us aavaaz kaa ghanaa baadal
vahii.n se dhuup ne talve jalaa.e hai.n kyaa kyaa
Kaifi Azmi
Ghazal
talve sahlaane me.n go uu.ngh ke jhuk jhuk to pa.De
par mazaa bhii vo u.Daayaa hai ki jii jaane hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
gudgudii kar ke ha.nsaate hai.n jo Gash me.n ahbaab
kis ke ruumaal se talve mire sahlaate hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
dho.egaa apne talve vo but jo sa.ng-paasii
shiirii.n kaa be-sutuu.n par naqsha KHaraab hogaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
mai.n ne baaG lagaayaa is me.n phuul aur phal to hai.n
duniyaa ke talve sahlaane vaalii ghaas nahii.n
Hamida Shaheen
Ghazal
ummiide.n mehdii ke talve chaaT ga.ii.n
dikhlaate kab tak Gaaliiche KHvaab hii KHvaab
Parwez Rahmani
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
chhalnii kaa.nTo.n se hu.e go mire talve lekin
dasht-e-vahshat kii abhii KHaak chhanii KHuub nahii.n
Shah Naseer
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
dil-bastagii-e-bazm me.n talve jhulas ga.e
sho.alo.n pe raqs kartii hame.n zindagii milii