SEARCH RESULTS
Showing search results for "تمدن"
Ghazal MATCHES FOR "تمدن"
Ghazal
zamii.n badlii falak badlaa mazaaq-e-zindagii badlaa
tamaddun ke qadiim aqdaar badle aadmii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
meraa tahziib-o-tamaddun hai ye vahshat merii
meraa qissa, mirii taariiKH hai nisyaan miraa
Akbar Masoom
Ghazal
tahziib-o-tamaddun ko KHuluus aur vafaa ko
'aazam' hii nahii.n aaj sabhii Dhuu.nD rahe hai.n
Dr. Azam
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
tamaddun ko bachaa lene kii mohlat ab kahaa.n hai
sar-e-girdaab kab tak baadbaa.n baaqii rahegaa
Irfan Sattar
Ghazal
kabhii tahziib-o-tamaddun kaa ye markaz thaa miyaa.n
tum ko bastii jo nazar aatii hai aasaar ke biich
Adeel Zaidi
Ghazal
siikhaa hai faqat in se hii jiine kaa saliiqa
tahziib-o-tamaddun kii hai.n aa.iin kitaabe.n
Inam Sharar Ayyubi
Ghazal
apnii zabaan apnaa tamaddun badal gayaa
lutf-e-kalaam ab vo suKHan-daa.n nahii.n rahaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
dekhe to tamaddun kaa ban.naa ko.ii urdu me.n
begaana mizaajo.n kii hai dostii urdu me.n
Jafar Raza
Ghazal
be-hayaa.ii ke saa.e Gaalib aa ga.e ham par
aaj-kal tamaddun ke zaaviye bhii zaKHmii hai.n
Shamshad shaad
Ghazal
is irtiqaa-e-tamaddun ko kyaa kahuu.n 'mullaa'
hai.n sham.e.n shoKH-tar aavaara-tar hai.n parvaane
Anand Narayan Mulla
Ghazal
jis ne luTte hu.e dekhaa hai tamaddun apnaa
us se kahte ho rahe tum pe bharosa kar ke
sulaiman ahmad mani
Ghazal
Najma Jafari
Ghazal
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
inqalaabaat-e-tamaddun se jahaa.n me.n aksar
mai.n ne dekhaa hai ki insaan badal jaate hai.n
Zeb Bareilwi
Ghazal
KHirad-ba-dosh hai tahziib-e-nau magar phir bhii
junuu.n-ba-daamaa.n tamaddun ko aagahii tarse
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
raampur ai mire tahziib-o-tamaddun ke dayaar
ho mubaarak tujhe urdu kaa dabistaa.n honaa