SEARCH RESULTS
Showing search results for "جادہ"
Ghazal MATCHES FOR "جادہ"
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
kaarvaa.n hai yaa saraab-e-zindagii hai kyaa hai ye
ek manzil kaa nishaa.n ik aur hii jaada lagaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
liye jaatii hai kahii.n ek tavaqqo 'Gaalib'
jaada-e-rah kashish-e-kaaf-e-karam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
yak-zarra-e-zamii.n nahii.n be-kaar baaG kaa
yaa.n jaada bhii fatiila hai laale ke daaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dau.De hai.n magar sehn se baahar nahii.n dau.De
ghar hii me.n rahe paa.nv me.n jaada nahii.n pahnaa
Iqbal Sajid
Ghazal
shauq us dasht me.n dau.Daaye hai mujh ko ki jahaa.n
jaada Gair az nigah-e-diida-e-tasviir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
aamad-e-sailaab-e-tuufaan-e-sadaa-e-aab hai
naqsh-e-paa jo kaan me.n rakhtaa hai u.nglii jaada se
Mirza Ghalib
Ghazal
rahii nafrat hamesha daaG-e-uryaanii ko phaa.e se
hu.aa jab qat.a jaama par hamaare pairahan big.Daa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
juu.n jaada sar-ba-kuu-e-tamannaa-e-be-dilii
zanjiir-e-paa hai rishta-e-hubbul-vatan hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
yak qadam vahshat se dars-e-daftar-e-imkaa.n khulaa
jaada ajzaa-e-do-aalam dasht kaa shiiraaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n hu.aa thaa taraf-e-aabla-e-paa yaa-rab
jaada hai vaa-shudan-e-pechish-e-tuumaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
KHush uuftaadgii ki ba-sahraa-e-intizaar
juu.n jaada gard-e-rah se nigah surma-saa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
musaafiro.n kii to KHair apnii apnii manzil thii
tirii galii ko na jaataa to jaada kyaa kartaa
Nasir Kazmi
Ghazal
na kisii ko fikr-e-manzil na kahii.n suraaG-e-jaada
ye ajiib kaarvaa.n hai jo ravaa.n hai be-iraada