SEARCH RESULTS
Showing search results for "جوتا"
Ghazal MATCHES FOR "جوتا"
Ghazal
paa.nv me.n juutaa nahii.n hai, peT me.n roTii nahii.n
le ke kyaa chaaTegaa KHaalii nek-naamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
tasma khulaa jaise aazaad talaazma ho vaah
ek pahan ke duusraa juutaa Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
niindo.n ko jab KHvaab me.n juutaa jaataa thaa
mai.n bas apne nain bhigotaa jaataa thaa
Mumtaz Gurmani
Ghazal
ban ke mehmaa.n jo gayaa ho gayaa juutaa Gaa.eb
mezbaanii ke na is raaz ko mehmaa.n samjhaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
mai.n nange pair phiru.ngaa jahaan bhar me.n magar
kisii kii khaal se juutaa nahii.n banaa.uu.ngaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
sab log ha.ns rahe hai.n ke ulTaa pahan liyaa
maa.n-baap is pe KHush hai.n ki juutaa pahan liyaa
Moeen Gauhar
Ghazal
tah-e-badan kahii.n bedaar hotaa jaataa huu.n
vo paas aataa hai jitnaa mai.n sotaa jaataa huu.n
Farhat Ehsas
Ghazal
majnuu.n kaa jo ai lailaa juutaa na phaTaa hotaa
piichhe tire naaqe ke kyuu.n barahna-paa hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
pahan liyaa thaa kisii roz baap kaa juutaa
mujhe lagaa thaa ki aise ba.Daa laguu.ngaa mai.n
Hamza Yaqub
Ghazal
Samina Saqib
Ghazal
is tarah KHvaar na hotaa mirii jaa.n lene ko
us ke dil me.n malak-ul-maut jo jaataa siidhaa
Haris Ali
Ghazal
mariiz-e-'ishq ho mirgii ho juutaa hai 'ilaaj in kaa
tum in dono.n kii ye desii davaa.ii dekhte jaa.o
Kishan lal Khandaan Dehlvi
Ghazal
meraa juutaa bhii paa nahii.n sakte
daam-gar jo bhii le ke daam aa jaa.e.n