SEARCH RESULTS
Showing search results for "جھرنے"
Ghazal MATCHES FOR "جھرنے"
Ghazal
ik dhuup sii tanii hu.ii baadal ke aar-paar
ik pyaas hai rukii hu.ii jharne ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
naa-gahaa.n phuuT pa.De raushniyo.n ke jharne
ek jho.nkaa hii u.Daa le gayaa a.ndhiyaaro.n ko
Nasir Kazmi
Ghazal
tire labo.n ko milii hai shaguftagii gul kii
hamaarii aa.nkh ke hisse me.n jharne aa.e hai.n
Aaga nisaar
Ghazal
miTTii daldal kaale baadal ya.anii mai.n
jhiil-o-jharne achchhaa mausam ya.anii tum
Adnan Ahmad
Ghazal
baadal parbat jharne pe.D parinde chup
vo bhii saath agar hotaa to achchhaa thaa
Afzaal Firdaus
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
yaad me.n jis kii aa.nkhe.n jharne ho baiThii.n
us baadal kaa ghar aa jaanaa kaun kahe
Moni Gopal Tapish
Ghazal
aise bhuulii hai mirii aa.nkh hunar rone kaa
kisii jharne se bichha.D jaa.e ravaanii jaise
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
ja.ngal sii pur-asraar KHamoshii liye 'aarish'
jharne kii tarah shor machaataa bhii rahuu.n mai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
dikhaa.ii de to lipaT jaa.uu.n us sadaa se mai.n
ki jis ko sun ke 'sabaa' phuul jharne lagte hai.n
Rashmi Saba
Ghazal
kuchh aur pyaar ke jharne bahe.n to baat bane
mai.n huu.n KHuluus kaa chashma magar akelaa huu.n
Ahsan Aazmi
Ghazal
Renu Nayyar
Ghazal
pe.D parvat jhiil jharne phuul KHushbuu
sab tumhaare husn kii kaariigarii hai
Satish Dubey Satyarth
Ghazal
duniyaa to patthar hai patthar kyaa jaane
kitne aa.nsuu chiiKH rahe hai.n jharne me.n