SEARCH RESULTS
Showing search results for "حاجت"
Ghazal MATCHES FOR "حاجت"
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
afsurda huu.n ibrat se davaa kii nahii.n haajat
Gam kaa mujhe ye zo.af hai biimaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
merii haalat dekhiye aur un kii suurat dekhiye
phir nigaah-e-Gaur se qaanuun-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
chaarasaazo.n kii aziyyat nahii.n dekhii jaatii
tere biimaar kii haalat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
Ghazal
ai chaaragaro chaaragarii kii nahii.n haajat
ye dard hii daaruu-e-shifaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
na.ii tahziib takalluf ke sivaa kuchh bhii nahii.n
chehra raushan ho to kyaa haajat-e-gulguuna farosh
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n to hai ummiid ravaa sab se lekin
vaqt-e-haajat sab ko parkhaa jaa.egaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
kahaa.n ke naam o nasab ilm kyaa faziilat kyaa
jahaan-e-rizq me.n tauqiir-e-ahl-e-haajat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
haajat nahii.n banaa.o kii ai naaznii.n tujhe
zevar hai saadgii tire ruKHsaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
haajat-e-mushshaata kyaa ruKHsaar-e-raushan ke liye
dekh lo gul kaaTtaa hai kaun sham-e-tuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
rahrav-e-raah-e-talab ko KHizr kii haajat nahii.n
zarra zarra hai charaaG-e-rah-guzar mere liye
Jigar Moradabadi
Ghazal
abas hai raaz ko paane kii justujuu kyaa hai
ye chaak-e-dil hai use haajat-e-rafuu kyaa hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
vo aa.iina hai ki jis ko hai haajat-e-siimaab
ik iztiraab hai kaafii dil-e-safaa ke liye