SEARCH RESULTS
Showing search results for "حقیقی"
Ghazal MATCHES FOR "حقیقی"
Ghazal
aurat ke KHudaa do hai.n haqiiqii o majaazii
par us ke liye ko.ii bhii achchhaa nahii.n hotaa
Zehra Nigaah
Ghazal
vo jo razzaaq-e-haqiiqii hai usii se maa.ngo
rizq bar-haq hai kahii.n aur sadaa mat denaa
Iqbal Azeem
Ghazal
aasaan-e-haqiiqii hai na kuchh sahl-e-majaazii
ma.aluum hu.ii raah-e-mohabbat kii daraazii
Hasrat Mohani
Ghazal
Irfan Ghazi
Ghazal
Sabir Shah Sabir
Ghazal
hargiz fareb-e-ra.ng-e-masarrat na khaa.iye
ye Gam kaa naam hai ye haqiiqii KHushii nahii.n
Shaukat Thanvi
Ghazal
vo suKHan-var jo suKHan-var hai.n haqiiqii saahab
aise logo.n kaa kabhii jashn-e-paziiraa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
ik taaza taGayyur hai tahziib kii duniyaa me.n
yaa husn-e-haqiiqii ko andaaz-e-KHiraam aayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
'ehsaas-jii' ke halqa-e-Gurbat me.n aa raho
karnii agar ho apne haqiiqii vatan kii sair
Farhat Ehsas
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
guu.ndhaa gayaa turaab ko aatish ke chaak par
aa.e haqiiqii shakl me.n aab-o-havaa se ham
Mahwar Sirsivi
Ghazal
jazaa-e-ishq-e-haqiiqii rahii talab apnii
KHataa-e-ishq-e-majaazii janaab se hu.ii thii
Ali Muzammil
Ghazal
miraa vajuud haqiiqat miraa adam dhokaa
fanaa kii shakl me.n sar-chashma-e-baqaa huu.n mai.n
Hadi Machlishahri
Ghazal
haqiiqat me.n vahii hai bahra-var ishq-e-haqiiqii se
uruus-e-mulk se jis ko mohabbat ho mohabbat ho
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
ham ishq-e-haqiiqii ke ye rang samajhte hai.n
ne lailaa na majnuu.n hai ne sham.a na parvaanaa