SEARCH RESULTS
Showing search results for "حلوا"
Ghazal MATCHES FOR "حلوا"
Ghazal
har taajvar kii is par lalchaa rahii hai.n nazre.n
hai jaise halvaa sohan hindostaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
dekhe.n raGbat se to kahtaa hai vo shoKH
ko.ii halvaa hai ki khaa jaa.iyegaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
haath aa.egaa na parvaana-e-jannat ai qaum
shaiKH-saahib ko agar halvaa paraaThaa na milaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
shaayad mujhe kah de ki ruko halva to khaa jaa.o
hasrat se mai.n taktaa rahaa mu.D mu.D mutavaatir
Syed Salman Gilani
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
yuu.n ho ki aur hii ko.ii havvaa mile mujhe
ho yuu.n ki aur hii ko.ii aadam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
jo bhii milaa usii kaa dil halqa-ba-gosh-e-yaar thaa
us ne to saare shahr ko kar ke Gulaam rakh diyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
arz-e-alam ba-tarz-e-tamaashaa bhii chaahiye
duniyaa ko haal hii nahii.n huliya bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
fikr-e-naala me.n goyaa halqa huu.n ze-sar-taa-paa
uzv uzv juu.n zanjiir yak-dil-e-sadaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tire Guruur kaa huliya bigaa.D Daaluu.ngaa
mai.n aaj teraa garebaan phaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
halqa kiye baiThe raho ik sham.a ko yaaro
kuchh raushnii baaqii to hai har-chand ki kam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
khulii fazaa kaa payaamii havaa kaa baasii hai
kahaa.n vo halqa-e-diivaar-o-dar me.n rahtaa hai