SEARCH RESULTS
Showing search results for "حلول"
Ghazal MATCHES FOR "حلول"
Ghazal
huluul kar chukii KHud me.n hazaar naqsh o ra.ng
ye kaa.enaat jo KHaaka-numaa abhii tak hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
chuTkii se ba.Dh ke thaa na hajam phir bhii mai.n 'naved'
aameze me.n huluul banaa dekhtaa rahaa
Afzaal Naveed
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
go bahs kar ke baat bi.Thaa.ii bhii kyaa husuul
dil se uThaa Gilaaf agar tuu uThaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
na jaane kaun saa lamha mire qaraar kaa hai
na jaane kaun sii saa'at tire husuul kii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
hai husuul-e-aarzuu kaa raaz tark-e-aarzuu
mai.n ne duniyaa chho.D dii to mil ga.ii duniyaa mujhe
Seemab Akbarabadi
Ghazal
gulaabii aa.nkho.n me.n aise bha.nvar the mastii ke
sharaab Duub ke un me.n bahut halaal lagii
Shahzad Qais
Ghazal
ajab talaash-e-musalsal kaa iKHtitaam hu.aa
husuul-e-rizq hu.aa bhii to zer-e-daam hu.aa
Aanis Moin
Ghazal
fatvaa diyaa hai muftii-e-abr-e-bahaar ne
tauba kaa KHuun baada-kasho.n ko halaal hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
uThaayaa ishq me.n kyaa kyaa na dard-e-sar mai.n ne
husuul par mujhe us dard-e-sar se kuchh na hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mire janaaze pe ab aate sharm aatii hai
halaal karne ko baiThe the jab hijaab na thaa