SEARCH RESULTS
Showing search results for "حمد"
Ghazal MATCHES FOR "حمد"
Ghazal
duruud-bar-dil-e-vahshii salaam-bar-tap-e-ishq
KHud apnii hamd KHud apnii sanaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
aarzuu ye hai ki taqdiis-e-hunar kii KHaatir
tere ho.nTo.n pe rahuu.n hamd-o-sanaa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Ghazal
lams-e-jaanaana liye mastii-e-paimaana liye
hamd-e-baarii ko uThe dast-e-du.aa aaKHir-e-shab
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
tirii hamd kyaa kare.nge ye bayaa.n ye lafz-o-ma.anii
tiraa husn bhii anokhaa tirii zaat bhii yagaana
Naaz Muradabadi
Ghazal
safaarat-e-had-e-hairaangii pe huu.n maamuur
nigaar-KHaana-e-husn-o-adaa ko jaataa huu.n
Sarvat Husain
Ghazal
baadal kii ibaadat hai barastaa hu.aa paanii
aa.nsuu kii Gazal hamd-o-sanaa allah hii allaah
Bashir Badr
Ghazal
laa.eq-e-hamd hai vo jis kii ziyaa hai un me.n
kam-nazar chaa.nd sitaaro.n kaa parastaar na ban
Kashfi Lucknavi
Ghazal
hamd-o-sanaa suKHan kaa nahii.n dil kaa hai riyaaz
kaise sanaa karuu.n mai.n dil-e-laKHt-laKHt se
Ahmad Faqih
Ghazal
har raat sitaaro.n ko zamii.n par liye phirnaa
har sub.h kahii.n hamd-o-munaajaat me.n rahnaa
Saleem Kausar
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
zikr-e-parii-vashaa.n ke zamaane guzar ga.e
ab to Gazal me.n hamd-o-munaajaat chaahiye
Jafar Tahir
Ghazal
naachiiz huu.n magar mai.n huu.n un kaa fasaana-go
qur.aan hamd-naama hai jin kii sifaat kaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
hamd-e-baarii hai mohabbat jo usii se ho jaa.e
jis ko maKHsuus ko.ii apnii adaa bhaa.ii hai
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
ahad me.n miim rakhaa hamd se pahle alif rakhaa
ajab andaaz se allaah ne ahmad nikaalaa hai
Hafeez Momin
Ghazal
firaaq o vasl ke maa-bain ye samaa.n jaise
udaas lai me.n ko.ii hamd gungunaane lage