SEARCH RESULTS
Showing search results for "خارج"
Ghazal MATCHES FOR "خارج"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
yahii mauqa hai KHaarij kar duu.n KHud ko
mai.n apne aap ko dohraa rahaa huu.n
Swappnil Tiwari
Ghazal
nvaa-e-naGma bhii hai.n soz-o-saaz se KHaalii
fuGaa.n bhii KHaarij-az-aaha.ng lag rahii hai mujhe
Shahryar
Ghazal
naam meraa to kiyaa us ne qalam-zad lekin
daftar-e-ishq se KHaarij na hu.aa baab miraa
Abbas Tabish
Ghazal
imkaan se KHaarij hai ki huu.n tujh se muKHaatib
hamnaam ko bhii tere pukaaraa na kare.nge
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
Syed Naseer Shah
Ghazal
Rafi Raza
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
mire sab sher KHaarij hai.n ye mai.n bhii jaantaa huu.n
ye uulaa mas.ala hai aur saanii mas.ala hai
Viral Desai
Ghazal
ab ko.ii nisf daam pe bhii puuchhtaa nahii.n
ye zindagii nisaab se KHaarij kitaab hai
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
harf-e-saakit ban gayaa taqtii.a se KHaarij hu.aa
is Gazal kii bazm se mujh ko nihaa.n honaa hii thaa
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
KHaarij kii baat aa.nkh se aage kii thii magar
sab qaidiyo.n ko rauzan-e-diivaar thaa pasand
Imdad Akash
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Raheemullah Shad
Ghazal
mirii fihrist se ek naam bhii KHaarij nahii.n hotaa
na jaane kaun kin haalaat me.n behtar nikal aa.e
Rehman Musawwir
Ghazal
sher jitne kahe KHaarij kiye sivaa us se
sirf purzo.n kaa hai ambaar band kamre me.n
Akhilesh Tiwari
Ghazal
yaktaa o be-naziir hai vo kyaa use Garaz
KHaarij hu.e ki daaKHil-e-kaaba sanam hu.e