SEARCH RESULTS
Showing search results for "خبردار"
Ghazal MATCHES FOR "خبردار"
Ghazal
aashiqo husn-e-jafaakaar kaa shikva hai gunaah
tum KHabardaar KHabardaar na aisaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
pe.D ke patto.n me.n halchal hai KHabar-daar se hai.n
shaam se tez havaa chalne ke aasaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
hame.n KHabar hai ki guzregaa ek sail-e-fanaa
so ham tumhe.n bhii KHabar-daar karnaa chaahte hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
nahii.n hai jins-e-vafaa kii tumhe.n jo qadr na ho
bane.nge kitne KHariidaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
mujh ko baalo.n kii safedii ne KHabar-daar kiyaa
zindagii ab tirii raftaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Ghazal
har fareb-e-Gam-e-duniyaa se KHabar-daar to hai
teraa diivaana kisii kaam me.n hushyaar to hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHabar-daar haatho.n se jaane na paa.e.n
ye duzd-e-hinaa maal maare hu.e hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
siyaah chashm mirii vahshato.n pe tanz na kar
mai.n qaatilo.n se KHabar-daar rahnaa chaahtaa hu.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
din me.n jo phiraa karte hai.n hushiyaar o KHabar-daar
vo merii tarah raat ko jaage nahii.n hote
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
taa-der na ho dil bhii KHabar-daar-e-mohabbat
ik ye bhii hai andaaz-e-fusuu.n-kaar-e-mohabbat
Jigar Moradabadi
Ghazal
duniyaa hame.n naabuud hii kar Daalegii ik din
ham ho.nge agar ab bhii KHabar-daar nahii.n to
Iftikhar Raghib
Ghazal
ye vaar to kabhii KHaalii nahii.n gayaa meraa
ko.ii to us ko KHabar-daar karne vaalaa hai
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
vo chashm-e-mast kitnii KHabar-daar thii 'adam'
KHud hosh me.n rahii hame.n badnaam kar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mahfil-e-Gair me.n be-parda tumhe.n dekh liyaa
ab kabhii ham se KHabar-daar na chhupnaa dekho
Hasrat Mohani
Ghazal
terii aavaaz ke jaaduu ne KHabar-daar kiyaa
naa-samajh the ki balaa.o.n ke asar me.n ham the
Shahryar
Ghazal
ye be-KHabarii dekh ki jab ham-safar apne
koso.n ga.e tab aah KHabar-daar hu.e ham
Rasikh Azimabadi
Ghazal
chashm-e-bad-duur bahut phirte hai.n aGyaar ke saath
Gairat-e-ishq se ab tak vo KHabar-daar nahii.n