SEARCH RESULTS
Showing search results for "خروش"
Ghazal MATCHES FOR "خروش"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
zulmat-kade me.n mere shab-e-Gam kaa josh hai
ik sham.a hai daliil-e-sahar so KHamosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dekhtaa huu.n vahshat-e-shauq-e-KHarosh-aamaada se
faal-e-rusvaa.ii sirishk-e-sar-ba-sahraa-daada se
Mirza Ghalib
Ghazal
jis qadar ba.Dhtaa gayaa zaalim havaa.o.n kaa KHarosh
us ke kaakul aur bhii aariz pe lahraate rahe
Ali Sardar Jafri
Ghazal
dil-farebii hai tirii baa.is-e-sad josh o KHarosh
haal ye ho to dil-e-zaar shakebaa kyaa ho
Hasrat Mohani
Ghazal
tuGyaan-e-gul shabaab pe bulbul KHarosh me.n
ik hashr saa hai baaG me.n barpaa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
siyaah raat me.n dil ke muhiib sannaaTe
KHarosh-e-naGma-e-shola-navaa se kam na hu.e
Zafar Moradabadi
Ghazal
pahle to ek KHaana-e-viiraa.n kaa shor thaa
ab dil bhii guu.njtaa hai KHarosh-e-havaa ke saath
Saleem Ahmed
Ghazal
har jazr-o-mad se dast-o-baGal uThte hai.n KHarosh
kis kaa hai raaz bahr me.n yaarab ki ye hai.n josh
Meer Taqi Meer
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
ab us ke dard ko dil me.n liye ta.Dapte ho
kahaa thaa kis ne ki us KHush-nazar se aa.nkh milaa.o
Aftab Hussain
Ghazal
jaise KHarosh-e-bahr me.n shor-e-parind Duub jaa.e
Duub ga.ii mirii sadaa tez havaa ke shor me.n
Saleem Ahmed
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
josh-o-KHarosh par hai bahaar-e-chaman hanuuz
piite hai.n nau-javaan sharaab-e-kuhan hanuuz
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tere diivaano.n kaa dekhe to ko.ii josh-o-KHarosh
suu-e-mahshar bhii hai.n ik shor machaate jaate